Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomePrem Nath
HomePrem Nath
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


haan aa ke dard jawaan hai aa ke dard jawaan hai sajnaa haaye raat ka ishara hai pyaar ne pukara hai raat ka ishara hai pyaar ne pukara hai baahon mein le le mujhe hiss aaha aa ke dard jawaan hai haa aa ke dard jawaan hai sajnaa haaye raat ka ishara hai pyaar ne pukara hai baahon mein le le mujhe aahaa aa ke dard jawaan hai aa ke dard jawaan hai aisi badariyaa pehli baar chhayi hai jhoom ke uthi to hai barasne na payi hai aisi badariyaa aisi badariyaa pehli baar chhayi hai jhoom ke uthi to hai barasne na payi hai meri ye nigaahen garm baahen ab na manengi meri ye nigaahen garm baahen ab na manengi aakhir teri saansen mere dil ka dard janengi ahaa aa ke dard jawaan hai aa ke dard jawaan hai sajnaa haaye raat ka ishara hai pyaar ne pukara hai raat ka ishara hai pyaar ne pukara hai baahon mein le le mujhe aa ke dard jawaan hai aa ke dard jawaan hai nazrein gulaabi ho to har sheh gulaabi hai meri nazar se dekho duniya sharaabi hai nazrein gulaabi ho to nazrein gulaabi
Aaja Mere Pyar Aaja
aye dil na mujhse chhupa sach bata kya hua jaane bhi do dilruba jo hua so hua aye dil na mujhse chhupa sach bata kya hua jaane bhi do dilruba jo hua so hua taare gine raat bhar jaane kab yaad mein so gayi wo khaab tha mad bhara jis mein behosh main kho gayi koi neend mein humse rooth ke humko loot ke chal diya koi neend mein humse rooth ke humko loot ke chal diya jaane bhi do dilruba jo hua so hua aye dil na mujhse chhupa sach bata kya hua khidki na chhodo khuli pyaar ke chor hain taak mein itnon ki chori huyi mad bhari chandani raat mein aise marz ki dil ke dard ki dil ka dard hi hai dawa aise marz ki dil ke dard ki dil ka dard hi hai dawa aye dil na mujhse chhupa sach bata kya hua jaane bhi do dilruba jo hua so hua baatein banao na ji raaz to aapke khul gaye aankhein churaao na ji nain se nain to mil gaye kya burra hua dil machal gaya ghar badal gaya aapka kya burra hua dil machal gaya ghar badal gaya aapka jaane bhi do dilruba jo hua so hua aye dil na mujhse
aye jaane jigar dil mein samaane aa jaa aye jaane jigar dil mein samaane aa jaa ujdi huyi basti ko basane aa jaa aye jaane jigar dil dard se betaab hai o jaane tamannaaaa aaraam ka paigaam sunane aa jaa aaraam ka paigaam sunane aa jaa aye jaane jigar parwaana badi der seee hai aas lagaaye aye shamma naa kar der jalaane aa jaa aye shamma naa kar der jalaane aa jaa aye jaane jigar tarsi huyi nazron ko hai deedar ki hasrat barkha ki tarah pyaas bhujane aa jaa barkha ki tarah pyaas bhujane aa jaa aye jaane jigar dil mein samaane aa jaa aye jaane jigar dil mein samaane aa jaa ujdi huyi basti ko basane aa jaa aye jaane jigar
aaaa aaaaa hmm hmm hmm hmmmm hamen haal e dil tumse kehna hai kahiye agar ho sake meri aankhon mein rahiye hamein haal e dil tumse kehna hai kahiye agar ho sake meri aankhon mein rahiye yeh kaisi mujhe toone di bekaraari kasak meethi meethi lagan pyaari pyaari oooo oo ooo ooo yeh kaisi mujhe toone di bekaraari kasak meethi meethi lagan pyaari pyaari mohabbat mein yeh dard sehna hai sahiye agar ho sake meri aankhon mein rahiye hamen haal e dil tumse kehna hai agar ho sake meri aankhon mein rahiye zamaane ka har jaal hans hans ke toden kabhi hum wafaon ka daaman na chhoden aaaaaa aaa aaa zamaane ka har jaal hans hans ke toden kabhi hum wafaon ka daaman na chhoden mohabbat ki maujon mein behna hai bahiye agar ho sake meri aankhon mein rahiye hamen haal e dil tumse kehna hai kahiye agar ho sake meri aankhon mein rahiye na main hosh mein hoon na dil hosh mein hai ki tu hi nigaahon ki aaghosh mein hai aaaa aaa aaa na main hosh mein hoon na dil hosh mein hai ki tu hi
husn ke laakhon rang kaun saa rang dekhoge aag hai ye badan kaun saa ang dekhoge gaalon ke ye phool gulabi inki rangat kyaa jaano gaalon ke ye phool gulabi inki rangat kyaa jaano honthon ke do jaam sharabi inki lazzat kyaa jaano zulfon ki ye chhaanv ghaneri zulfon ki ye chhaanv ghaneri inki raahat kyaa jaano husn ke laakhon rang kaun saa rang dekhoge parde mein kyaa chhupaa huaa hai teri nazar ye kyaa jaane parde mein kyaa chhupaa huaa hai teri nazar ye kyaa jaane in aankhon ke peechhe kitne basse hue hain maikhaane peeke dekho jaam nazar kaa peeke dekho jaam nazar kaa ho jaaoge deewaane husn ke laakhon rang kaun saa rang dekhoge aag hai ye badan kaun saa ang dekhoge
Jab Raat Nahi Kat Ti
jeevan chalne ka naam chalte raho subaho shaam jeevan chalne ka naam chalte raho subaho shaam ke rasta kat jaayega mitra ke baadal chhat jaayega mitra ke dukh se jhukna na mitra ke ek pal rukna na mitra oye jeevan chalne ka naam chalte raho subaho shaam jeevan chalne ka naam chalte raho subaho shaam ke rasta kat jaayega mitra ke baadal chhat jaayega mitra ke dukh se jhukna na mitra ke ek pal rukna na mitra jeevan chalne ka naam chalte raho subaho shaam jo jeevan se haar maanta uski ho gayi chhutti naak chadha kar kahe zindagi teri meri ho gayi kutti hoye jo jeevan se haar maanta uska ho gaya chhutti naak chadhakar kahe zindagi tera mera ho gaya kutti ke rootha yaar mana mitra ke yaar ko yaar bana mitra na khud se raho khafa mitra khudi se bane khuda mitra jeevan chalne ka naam chalte raho subaho shaam jeevan chalne ka naam chalte raho subaho shaam ho ho ujli ujli bhor sunaati tutle tutle bol ujli ujli bhor sunaati tutle tutle bol andhakaar mein suraj baitha apni
hooooo kaho aake bahaar kare mera singaar mujhe pyaar mila ho dildaar mila hooooo chunun phool hazaar karun tujh pe nisaar mujhe pyaar mila ho dildaar mila aankhon mein khushi naache honthon pe hansi gaaye keh do ghum e duniya se chup ke se guzar jaaye suno dil ki pukaar kahe dil baar baar mujhe pyaar mila ho dildaar mila ohhh aaaa chunun phool hazaar karun tujh pe nisaar mujhe pyaar mila ho dildaar mila ye mast faza dil ko deewaana banaati hai ye mast faza dil ko deewaana banaati hai ek shokh nazar teri sau bhed bataati hai tumhi mera karaar tumhi mera nikhar mujhe pyaar mila ho dildaar mila aaaaa kaho aake bahaar kare mera singaar mujhe pyaar mila ho dildaar mila hayyyy bedard zamaane ko hum pyaar sikha denge dil kho hi chuke pehle ab jaan bhi ganwa denge ye hai aisa khumaar nahin jiska utaar mujhe pyaar mila ho dildaar mila hooooo kaho aake bahaar kare mera singaar mujhe pyaar mila ho dildaar mila hoooooo
aarzoooen ro rahi hainnnnnn hasraten barbaad hainnnnnn hum zamaane mein fakat ik dukh bhari fariyaad hai kise maalum tha ek din muhabbat bezubaan hogi wo zaalim aasmaan jaane meri duniyaa kahaan hogi kabhi ek khwaab dekha tha mere pehlun mein tum hoge mere pehlun mein tum hoge kahaani pyaar ki aankhon hi aankhon mein bayaan hogi kise maalum tha ek din muhabbat bezubaan hogi lahoo dil ka meri aankhon kaa paani ban ke kehta hai lahoo dil ka meri aankhon kaa paani ban ke kehta hai ye paani ban ke kehta hai naa hum honge naa tum hoge humari daastaan hogi naa hum honge naa tum hoge humari daastaan hogi kise maalum tha ek din muhabbat bezubaan hogi wo zaalim aasmaan jaane meri duniyaa kahaan hogi meri duniyaa kahaan hogi meri duniyaa kahaan hogi meri duniyaa kahaan hogi meri duniyaa kahaan hogi meri duniyaa kahaan hogi
ho kisne dekha hai kal kisko kal ka pata aaj dil walo looto matwalo zindagi ka maza ha ha ha kisne dekha hai kal ha kisko kal ka pata aao dil walo looto matwalo zindagi ka maza ho aaja mere pyaar aaja dekh aise na sata ab to raha nahin jaaye aaja aaja aa mere gale se lag ja aaja mere pyaar aaja dekh aise na sata ab to raha nahin jaaye aaja aaja aa mere gale se lag ja hai suni tere bin jeevan ki dagar thaam le meri baahein mere humsafar hai suni tere bin jeevan ki dagar thaam le meri baahein mere humsafar hey kisne dekha hai kal ha ha kisko kal ka pata aao dil walo looto matwalo zindagi ka maza ha ha ho aaja mere pyaar aaja dekh aise na sata ab to raha nahin jaaye aaja aaja aa mere gale se lag ja aankhon ki tamanna ye hai jan e jaan dekhun pahle tujhko phir sara jahaan aankhon ki tamanna ye hai jan e jaan dekhun pahle tujhko phir sara jahaan hey kisne dekha hai kal ha kisko kal ka pata aao dil walo looto matwalo zindagi ka maza hey hey
kya saath mera doge tum pyaar ki raahon mein jeena tere kadmon mein marna teri baahon mein kya saath mera doge tum pyaar ki raahon mein jeena tere kadmon mein marna teri baahon mein kya saath mera doge kahdo ki na badloge tum apne irade ko kahdo ki na badloge tum apne irade ko likha hua dil par hai is pyaar ke wade ko aati hai nazar dil ki tasveer nigahon mein jeena tere kadmon mein marna teri baahon mein kya saath mera doge iqraar ye nazuk hai tootega to kya hoga iqraar ye nazuk hai tootega to kya hoga hamse to nahin hoga auron se hua hoga bhoole se bhi ye nagma badlega na ahon mein jeena tere kadmon mein marna teri baahon mein kya saath mera doge tum pyaar ki raahon mein jeena tere kadmon mein marna teri baahon mein kya saath mera doge
main deewana mastaana ho mushkil bhed mera paa jaana main deewana mastaana main deewana mastaana mushkil bhed mera paa jaana main deewana mastaana duniyaa meri thokar mein toofan qaid mere saagar mein toofan qaid mere saagar mein saara zamaana mera nishaana saara zamaana mera nishaana khel nahin mujhse takraana mushkil bhed mera paa jaana main deewana mastaana charche mere panghat par roke raah machal ke dilbar mast jawaani meri deewani mast jawaani meri deewani husn mujhe de dil nazraana mushkil bhed mera paa jaana main deewana mastaana dushman jhoote yaaron ka sachchaa yaar wafaadaron ka yaaron sachchaa yaar wafaadaron ka tod de pathar josh mein aa kar tod de pathar josh mein aa kar ye dil ka naazuk paimaana mushkil bhed mera paa jaana main deewana mastaana main deewana mastaana ho mushkil bhed mera paa jaana main deewana mastaana
haaaaaa haaaa haaaa haaaa haaa haaa haaa haaaaaa haaaa haaaa haaaa haaa haaa haaa main gareebon ka dil hoon watan ki jabaan main gareebon ka dil hoon watan ki jabaan bekason ke liye pyaar ka aasmaan bekason ke liye pyaar ka aasmaan main gareebon ka dil hoon watan ki jabaan main jo gaata chalun saath mehfil chale main jo badhta chalun saath manzil chale saath manzil chale mujhe raahen dikhaati chale bijliyaan mujhe raahen dikhaati chale bijliyaan main gareebon ka dil hoon watan ki jabaan main gareebon ka dil hoon watan ki jabaan husn bhi dekh kar mujhko hairaan hai ishq ko mujhse milne ka armaan hai dekho armaan hai apni duniyaa ka hoon main haseen naujawaan apni duniyaa ka hoon main haseen naujawaan main gareebon ka dil hoon watan ki jabaan main gareebon ka dil hoon watan ki jabaan carvaan zindgaani ka rukta nahin baadshahon ke aage main jhukta nahin main to jhukta nahin chaand taaron se aage mera aashiyaan chaand taaron se aage mera aashiyaan main gareebon ka dil
main raahi bhatakne waala hoon koi kya jaane matwaala hoon main raahi bhatakne waala hoon koi kya jaane matwaala hoon ye mast ghata meri chaadar hai ye dharti mera bistar hai ye mast ghata meri chaadar hai ye dharti mera bistar hai main raat mein din kaa ujaala hoon koi kya jaane matwaala hoon main raahi bhatakne waala hoon koi kya jaane matwaala hoon ye bijli raah dikhaati hai manzil pe mujhe pahunchaati hai ye bijli raah dikhaati hai manzil pe mujhe pahunchaati hai main toofanon kaa paala hoon koi kya jaane matwaala hoon main raahi bhatakne waala hoon koi kya jaane matwaala hoon main machloon to ek aag bhi hoon main machloon to ek aag bhi hoon main jhoomoon to ek raag bhi hoon main jhoomoon to ek raag bhi hoon duniyaa se door niraala hoon koi kya jaane matwaala hoon main raahi bhatakne waala hoon koi kya jaane matwaala hoon main raahi bhatakne waala hoon koi kya jaane matwaala hoon
aayi ho kheton ki raani aayi ho main raani hoon raaja ki raaja mera piya kisi ko kya ho kisi ko kya main raani hoon raaja ki raaja mera piya kisi ko kya ho kisi ko kya hoo oo hoooo oooo ooooo preet nagar pe raaj karoon main banke sajanwa teri preet nagar pe raaj karoon main banke sajanwa teri banke sajanwa teri mehal do mehale dhanwaanon ke dil ki nagariya meri mehal do mehale dhanwaanon ke dil ki nagariya meri oooo ooooo dil ki nagariya meri chaaha tha jisko maine dil usko de diya kisi ko kya ho kisi ko kya hooo ooo oooo chhod ke apne pee ki dagariya aur kahin naa jaaun chhod ke apne pee ki dagariya aur kahin naa jaaun aur kahin naa jaaun jeet liya hai tan man jisne geet usike gaaun jeet liya hai tan man jisne geet usike gaaun hooo oo ooooo geet usike gaaun pee pee ki dhun pe har dum naache mera jiya kisi ko kya ho kisi ko kya main raani hoon raaja ki raaja mera piya kisi ko kya ho kisi ko kya
mere pyale mein tu mere pyale mein sharaab daal de phir dekh tamaasha mere pyale mein tu mere pyale mein sharaab daal de phir dekh tamaasha mere pyaale mein sharaab daal de sharaab daal de mere chehre pe mere chehre pe naqaab daal de phir dekh tamaasha tu mere chehre pe tu mere chehre pe naqaab daal de phir dekh tamaasha tu mere pyaale mein hoy hoy hoy hoy hoy hoy hoy hoy hoy hoy hoy hoy hoy hoy kya jawaani hai sirf paani hai kya jawaani hai sirf paani hai aag paani laga nahin sakta ho pyaas dil ki bujha nahin sakta to kya jawaani hai sirf paani hai tu isme thoda sa tu isme thoda sa shabaab daal de phir dekh tamaasha tu mere chehre pe naqaab daal de phir dekh tamaasha shola bhadkega dil dhadkega shola bhadkega dil dhadkega sard shola bhala kis kaam ka ye dil dhadke to dil hai bas naam ka to shola bhadkega dil dhadkega koyi aadat koyi aadat kharaab daal de phir dekh tamaasha tu mere pyale mein sharaab daal de phir dekh tamaasha donon milne de rang khilne de donon
udhar se tum chale aur hum idhar se udhar se tum chale aur hum idhar se mohabbat ho gayi mohabbat ho gayi bas ek nazar se mohabbat ho gayi bas ek nazar se bas ek nazar se mohabbat ban ke jo barsi hai dil par mohabbat ban ke jo barsi hai dil par na jaane wo ghata aayi kidhar se na jaane wo ghata aayi kidhar se mohabbat ho gayi mohabbat ho gayi bas ek nazar se mohabbat ho gayi bas ek nazar se bas ek nazar se are dil ki khushi keh dene wale are dil ki khushi keh dene wale bohot din hum teri ulfat ko tarse bohot din hum teri ulfat ko tarse mohabbat ho gai mohabbat ho gayi bas ek nazar se mohabbat ho gayi bas ek nazar se bas ek nazar se hooo chhupa rakha tha seene mein abhi tak hoooo chhupa rakha tha seene mein abhi tak tumhaare pyaar ko duniya ke dar se tumhaare pyaar ko duniya ke dar se mohabbat ho gayi mohabbat ho gayi bas ek nazar se mohabbat ho gayi bas ek nazar se bas ek nazar se
muhabbat mein aise zamaane bhi aaye kabhi ro diye hum kabhi muskuraaye muhabbat mein aise zamaane bhi aaye kabhi ro diye hum kabhi muskuraaye muhabbat ki aankhon se ashqon ko chun kar kisi ne falak par sitaare sajaaye kisi ne falak par sitaare sajaaye muhabbat mein aise zamaane bhi aaye kabhi ro diye hum kabhi muskuraaye banaaya tha ik aashiyaan do dilon ne zamaane ki aandhi ne tinke udaaye zamaane ki aandhi ne tinke udaaye muhabbat mein aise zamaane bhi aaye kabhi ro diye hum kabhi muskuraaye muhabbat mein aise zamaane bhi aaye kabhi ro diye hum kabhi muskuraaye muhabbat jo ki hai to fariyaad naa kar fariyaad naa kar muhabbat pe ilzaam aane na paaye muhabbat pe ilzaam aane na paaye muhabbat mein aise zamaane bhi aaye kabhi ro diye hum kabhi muskuraaye muhabbat mein aise zamaane bhi aaye kabhi ro diye hum kabhi muskuraaye
khol aankhen apni khwab e naaz se jaag mere pyaar ki aawaz se zindagi betaab hai tere liye aa gale lag jaa ussi andaaz se muhabbat zinda rehti hai muhabbat mar nahin sakti aji insaan kya ye to khuda se dar nahin sakti muhabbat zinda rehti hai muhabbat mar nahin sakti ye keh do maut se jaa kar ke ik deewana kehta hai ye keh do ke deewana kehta hai koi deewana kehta hai meri ruhein muhabbat mujh se pehle mar nahin sakti muhabbat zinda rehti hai muhabbat mar nahin sakti chali aa o meri jaane tamanna dil ki mehfil mein chali aa chali aa chali aa chali aa dil ki mehfil mein meri jaan dil ki mehfil mein tu mujhse door ho ulfat gawaara kar nahin sakti muhabbat zinda rehti hai muhabbat mar nahin sakti aji insaan kya ye to khuda se dar nahin sakti chali aa chali aa chali aa chali aa chali aa
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aa Ke Dard Jawaan Hai Pran Jaye Par Vachan Na Jaye (1973) 05:28 11926
 
Poster of Pran Jaye Par Vachan Na Jaye (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Ahamad Wasi
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Bindu Panikkar, Prem Nath, Jeevan
Duration : 05:28   Song Number : 11926   

Aaja Mere Pyaar Aaja Heeralal Pannalal (1978) 04:22 12989
 
Poster of Heeralal Pannalal (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Hemant Kumar
On Screen Actors- 
Prem Nath, Zeenat Aman
Duration : 04:22   Song Number : 12989   

Aye Dil Na Mujhse Badal (1951) 04:26 12786
 
Poster of Badal (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Madhu Bala, Prem Nath
Duration : 04:26   Song Number : 12786   

Aye Jaaan E Jigar Aaram (1951) 03:51 15531
 
Poster of Aaram (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Prem Nath
Duration : 03:51   Song Number : 15531   

Humen Haal E Dil Tumse Kehna Hai 24 Ghante (1958) 03:39 37764
 
Poster of 24 Ghante (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Music Director- 
Bipin-Babul
On Screen Actors- 
Prem Nath, Shakeela
Duration : 03:39   Song Number : 37764   

Husn Ke Lakhon Rang Johny Mera Naam (1970) 04:58 18128
 
Poster of Johny Mera Naam (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Mridula, Prem Nath
Duration : 04:58   Song Number : 18128   

Jab Raat Nahin Katati Changez Khan (1957) 03:59 37054
 
Poster of Changez Khan (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Hansraj Behl
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Beena Roy, Prem Nath
Duration : 03:59   Song Number : 37054   

Jeevan Chalne Ka Naam Shor (1972) 06:55 32854
 
Poster of Shor (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Tulshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Prem Nath
Duration : 06:55   Song Number : 32854   

Kaho Aake Bahar 40 Days (1959) 03:42 15030
 
Poster of 40 Days (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Babul
Singer- 
Asha Bhosle, Mukesh
On Screen Actors- 
Shakila, Prem Nath
Duration : 03:42   Song Number : 15030   

Kise Maalum Tha Saqi (1952) 03:28 15736
 
Poster of Saqi (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Rajendra Krishna
On Screen Actors- 
Prem Nath, Madhu Bala
Duration : 03:28   Song Number : 15736   

Kisne Dekha Hai Kal Heeralal Pannalal (1978) 05:34 36286
 
Poster of Heeralal Pannalal (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Zeenat Aman, Amjad Khan, Prem Nath
Duration : 05:34   Song Number : 36286   

Kya Saath Mera Samundar (1957) 03:41 38068
 
Poster of Samundar (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Beena Roy, Prem Nath
Duration : 03:41   Song Number : 38068   

Main Deewana Mastaana 40 Days (1959) 03:30 16193
 
Poster of 40 Days (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Babul
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Prem Nath
Duration : 03:30   Song Number : 16193   

Main Garibon Ka Abe-Hayat (1955) 04:29 20845
 
Poster of Abe-Hayat (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Sardar Mallik
On Screen Actors- 
Prem Nath
Raag- 
Bhimpalasi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:29   Song Number : 20845   

Main Raahi Bhatakne Waala Badal (1951) 04:32 12790
 
Poster of Badal (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Prem Nath
Duration : 04:32   Song Number : 12790   

Main Raani Hoon Raaja Ki Aan (1953) 03:10 12801
 
Poster of Aan (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Prem Nath, Nimmi
Duration : 03:10   Song Number : 12801   

Mere Pyale Mein Sharab Amir Garib (1974) 04:26 19792
 
Poster of Amir Garib (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Dev Anand, Prem Nath
Duration : 04:26   Song Number : 19792   

Mohabbat Ho Gayi Bas Sagai (1951) 03:30 37737
 
Poster of Sagai (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
On Screen Actors- 
Vijayalakshmi, Prem Nath
Duration : 03:30   Song Number : 37737   

Mohabbat Mein Aise Sagai (1951) 03:03 14109
 
Poster of Sagai (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
On Screen Actors- 
Rehana, Prem Nath
Duration : 03:03   Song Number : 14109   

Muhabbat Zinda Rehti Hai Changez Khan (1957) 04:28 31099
 
Poster of Changez Khan (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Hansraj Behl
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Prem Nath, Beena Roy
Duration : 04:28   Song Number : 31099   
Karaoke Songs of Prem Nath, Sad Songs of Prem Nath, Love Songs of Prem Nath, Dance Songs of Prem Nath, Hip-hop songs of Prem Nath, Best songs of Prem Nath, Super hit songs of Prem Nath, hit songs of Prem Nath, duet songs of Prem Nath, solo songs of Prem Nath, old songs of Prem Nath, famous songs of Prem Nath, Hindi Karaoke Songs of Prem Nath, Hindi Sad Songs of Prem Nath, Hindi Love Songs of Prem Nath, Hindi Dance Songs of Prem Nath, Hindi Hip-hop songs of Prem Nath, best Hindi songs of Prem Nath, super hit Hindi songs of Prem Nath, hit Hindi songs of Prem Nath, duet Hindi songs of Prem Nath, solo Hindi songs of Prem Nath, old Hindi songs of Prem Nath, famous Hindi songs of Prem Nath, Sing Along Songs of Prem Nath, Sing Along Sad Songs of Prem Nath, Sing Along Love Songs of Prem Nath, Sing Along Dance Songs of Prem Nath, Sing Along Hip-hop songs of Prem Nath, Sing Along Best songs of Prem Nath, Sing Along Super hit songs of Prem Nath, Sing Along hit songs of Prem Nath, Sing Along duet songs of Prem Nath, Sing Along solo songs of Prem Nath, Sing Along old songs of Prem Nath, Sing Along famous songs of Prem Nath